Pappu in Ocean

•-=»𝕎𝕒𝕣𝕣𝕚𝕠𝕣«=-•

•Speak little, do much•
Ek din pappu samundar me naha
rha tha
tabhi achanak dubne lagta h
Doobne laga to usne pooja ki..
"Hey bhagwan,
agar me bach gaya to garib logo ko
Biryani khilauga :)
tabhi Ek jordaar Lehar aayi or usko
sahil par phenk dia
Pappu ne upar dekh k kaha, Kaunsi
biryani or waha se jane laga :P
Ek aur lehar aayi or pappu ko wapis
le gayi :(
to pappu kehne laga :
"Mera mtlab tha k chicken biryani
ya mutton biryani "
 
Top