wo hum se bichar kar khush hai ager tu hum pal pal kion mart

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ae moj-e-hawa ab to bata wo dost humra kesa hai
jo bhol gaya humko kab se wo jan se pyara kesa hai

kia us ke jewan lamhon mein koi lahma mera baki hai
kia us ki jagti ankhon mein meri yaad se pehle udassi hai

kia wo be meri terha yunhi shab bhar jaga karta hai
kia wo be saat-e-rehmat mein humein Rab se manga karta hai

ager aisa nahi to tuhi bata hum yaad usay kion karte hein
wo hum se bichar kar khush hai ager tu hum pal pal kion marte hein
 
Top