Na mujhko hichki aayi
Na pav mera fisla
Arey arey arey arey
Na mujhko hichki aayi
Na pav mera fisla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Zamana hai bada
Pagla kya baba
Na mujhko hichki
Aayi na pav mera fisla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Garibo ne pi dhan
Walo ne pi hai
Ye bhudo ne pi
Jawano ne pi hai
Zamano se ye to
Zamano ne pi hai
Ho karte ho pike
Do ghunt hangama
Dikhate ho tum
Ye naya karnama
Ho mama ho
Mama ho mama
Ab chhod do ye darama
Hey aira gaira to isko
Pine se darta hai
Arey koi kaleje wala hi ye
Pyala bharta hai
Mai bhar ke zam duniya se ha
Mai bhar ke zam duniya se
Pyar karne nikla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Tumhe dekh kar humko
Aati sharam hai
Zara socho kaisa
Tumhara karam hai
Na iman tum me na
Koi dharam hai
Dharam kya hai bolo
Ye iman kya hai
Agar hum na mane to
Bhagwan kya hai
Jo pita nahi hai wo
Insan kya hai
Mere sine me ek aag
Ka dariya basa hai
Har roz mera dil sholo
Se hi khela karta hai
Maine to dil jala ke
Maine to dil jala ke
Jivan ka rang badla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Bhala aag dil me
Ye kisne lagai
Kaho kisne nindiya
Tumhari udai
Ye khud hath se
Tumne duniya lutai
Jivan ke jab sathi hi chhut jaye
Jis ghar ko ghar wale hi lut jaye
Jine ke sab aashre tut jaye
Koi bhi sahara rahe jab na baki
Ye sukh me bhi sathi
Ye dukh me bhi sathi
Jisko gale lagaya
Jisko gale lagaya
Kanto ka har nikla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla.
Na pav mera fisla
Arey arey arey arey
Na mujhko hichki aayi
Na pav mera fisla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Zamana hai bada
Pagla kya baba
Na mujhko hichki
Aayi na pav mera fisla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Garibo ne pi dhan
Walo ne pi hai
Ye bhudo ne pi
Jawano ne pi hai
Zamano se ye to
Zamano ne pi hai
Ho karte ho pike
Do ghunt hangama
Dikhate ho tum
Ye naya karnama
Ho mama ho
Mama ho mama
Ab chhod do ye darama
Hey aira gaira to isko
Pine se darta hai
Arey koi kaleje wala hi ye
Pyala bharta hai
Mai bhar ke zam duniya se ha
Mai bhar ke zam duniya se
Pyar karne nikla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Tumhe dekh kar humko
Aati sharam hai
Zara socho kaisa
Tumhara karam hai
Na iman tum me na
Koi dharam hai
Dharam kya hai bolo
Ye iman kya hai
Agar hum na mane to
Bhagwan kya hai
Jo pita nahi hai wo
Insan kya hai
Mere sine me ek aag
Ka dariya basa hai
Har roz mera dil sholo
Se hi khela karta hai
Maine to dil jala ke
Maine to dil jala ke
Jivan ka rang badla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Bhala aag dil me
Ye kisne lagai
Kaho kisne nindiya
Tumhari udai
Ye khud hath se
Tumne duniya lutai
Jivan ke jab sathi hi chhut jaye
Jis ghar ko ghar wale hi lut jaye
Jine ke sab aashre tut jaye
Koi bhi sahara rahe jab na baki
Ye sukh me bhi sathi
Ye dukh me bhi sathi
Jisko gale lagaya
Jisko gale lagaya
Kanto ka har nikla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla
Sharabi kahta hai mujhko
Zamana hai bada pagla.