anjam e mohabbat Har raat ek naam yaad aata hai, Kabhi subah kabhi shaam yaad aata hai, Jab bhi sochte hai karle dusri mohabbat,, Par phir pehli mohabbat ka anjaam yaad aata hai,,,,,,,,,