Naa jaane aisa kyun khyaal aata hai....

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jab yaad karta hu tujhe to naa jaane kyun
ek hi sawaal aata hai,

na jaane rote waqt kyun lagta hai
ki tera hi rumaal aata hai,

na kar paaya mein mohobbat ka izhar
bas iss baat ka malaal aata hai,

lgta hai ki tu bhi kabhi yaad karegi mujhe
naa jaane aisa kyun khyaal aata hai....
 
Top