umr ki raah mein raastey badal jaate hain waqt ki aandhi mein insaan badal jaatey hain sochte hain aapko itna yaad na kiya karein par aankhein bandd karte hi iraade badal jaatey hain