Old Lyrics Kar Gaya Kaanha Lyrics - Geet Gaata Chal (1975)

Goku

Prime VIP
Staff member
Kar gaya kanha milan ka wada
Jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo raat
Na ab tak aayi milan ki wo raat

Tum to piya pardesh sidhare
Nis din barse nain hamare
Nis din barse nain hamare
Tum to piya pardesh sidhare
Nis din barse nain hamare
Yaha barah mahine lagi hai barsat
Na ab tak aayi milan ki wo rat

Shama re meri bhul bhulade
Aaja phri jo chahe saja de
Ho aaja phri jo chahe saja de
Shama re meri bhula bhulade
Aaja phri jo chahe saja de
Mai ab na karungi thitholi tere sath
Na ab tak aayi milan ki wo raat
Kar gaya kanha milan ka wada
Jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo raat
Na ab tak aayi milan ki wo raat.
 
Top