Old Lyrics Do Din Ki Jawani Me - Adalat (1976)

Goku

Prime VIP
Staff member
Do Din Ki Jawani Me Bhi Ager
Do Din Ki Jawani Me Bhi Ager
Jine Ka Maja Na Liya, Na Liya
To Fir Kya Kiya
To Fir Kya Kiya
To Fir Kya Kiya Julfo Ke Saye Me Tu Sanam
Har Pal Ko Tu Rangi Bana
Har Pal Ko Tu Rangi Bana
Baho Ke Jawa Ghere Me
Aa Jhum Ke Tu Aa Bhi Ja
Jhum Ke Tu Aa Bhi Ja Insan Fir Vo Kis Kam Hai
Insan Fir Vo Kis Kam Hai
Jo Kabhi Diya Na Liya
To Fir Kya Kiya
To Fir Kya Kiya
Jine Ko Yaha Jite Hai Sabhi Par Vo Jite Ji Mar Gaye
Par Vo Jite Ji Mar Gaye
Jo Pyar Kisi Se Kar Na Sake
Or Duniya Se Jo Lad Gaye
Or Duniya Se Jo Lad Gaye
Is Pyar Ko Duniya Julm Kahe Is Pyar Ko Duniya Julm Kahe
Kya Bado Vo Nahi Kiya
Nahi Kiya
To Fir Kya Kiya
To Fir Kya Kiya
To Fir Kya Kiya.
 
Top