Old Lyrics Dharti Meri Mata Lyrics - Geet Gaata Chal (1975)

Goku

Prime VIP
Staff member
Dharti meri mata pita aasman
Dharti meri mata pita aasman
Mujhko to apna sa lage sara jahan
Dharti meri mata pita aasman

Unche unche parwato ki badlo se hode
Unche unche parwato ki badlo se hode
Nadiya bahe re sare bandhano ko tod
Phulo ki hasi me basi hai meri jan
Mujhko to apna sa lage sara jahan
Dharti meri mata pita aasman

Yu to meri ankhiyo ne dekhe kayi rang
Yu to meri ankhiyo ne dekhe kayi rang
Man ko na bandha maine kisi ke bhi sang
Jal ke upar tairu mai hans ke saman
Mujhko to apna sa lage sara jahan
Dharti meri mata pita aasman
Mujhko to apna sa lage sara jahan
Dharti meri mata pita aasman.
 
Top