Ana Azeez Usey Bhi Thi Apni Zaat Pe Maan Mujhey Bhi Tha

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ana Azeez Usey Bhi Thi
Apni Zaat Pe Maan Mujhey Bhi Tha
Dono Hi Aagaah They Apney Apney Daairon Se
Kuch Haqeeqaton Ha Dhyaan Bhi Tha
Aik Jagmagata Lamha Aaya
Wafa Ne Dar-E-Maan-O-Ana Khatkataya
Naazan Thi Woh Apney Wajud Per
Her Ehsaas Un K Sang Muskaraya
Magar
Phir Aisa Hua Kuch K Azeezam Ana Aur Maan-E-Zaat K Saamney
Wafa Aur Ehsaas Dono Hi Paash Paash Huey
Bachi To Bus Judaai
Magar Woh Lamha Tau Laut Kar Na Aana Tha
Woh Lamha Jab
Mohabbat Sawali Ban Kar Ana Aur Zaat Ki
Unchi Faseelon Per Dastak De Rahi Thi
Sir Patakh Rahi Thi
Aur Ab Baen Kart Hai Ana Aur Zaat
Bacha Tau Kya Bus Juaai
Aur Woh Lamha Najaney Kya Hua
Kahan Kho Gaya
Magar....
Dil Ko Najaney Kyun Yaqeen Hai
Woh Lamha Aae Ga
Aur
Jab Woh Lamha Aae Ga
Tau Her Lamha Muskaraye Ga……….!















lines main nahi likhiya eslai pta nahi kis diyan ne chalo fir
aasi esnu unknown keh skde haan thank you
 
Top