uski mohabat ki hi ab karzdaar hai saasein hamari...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
ab to chahat hi taqdeer hai hamari,
issi se zindagi shuru aur khatam hai hamari,
...
uski muskurahat pe zindagi nisaar hai hamari,
uska naam le le ke zindagi ab guzarti hai hamari,
...
sang uske hi chalna ab manzil hai hamari,
dil kadmoon mein uske bichana aarzoo hai hamari,
...
mannaton se jisko paaya ek wahi dua hai hamari,
uski mohabat ki hi ab karzdaar hai saasein hamari...!!!
 
Top