ab to tanha guzarti hai zindgi humari..

~¤Akash¤~

Prime VIP
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi
Yeh dil hai kay uske baad sambhalta hi nahi
Is umar key sehra say uski yaad ka baadal
Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi


ajeeb si hai ye dastan humari
tufano se ghiri hai kasti humari ....

na bhul sakte hain na pa sakte hain unko
ab to tanha guzarti hai zindgi humari..
 
Top