Tu jo agar ashiqi samjhe.. To meri kabar per aana.. Ye hasrat thi teri hi..jisko ab tak pujtaa hoon main .. Jamin ke jitna upar hoon..utna hi ab chup gaya hoon main.. mera picha na ab karna..badi muddat se 'soo raha hoon main