Zindagi mein humne kya kiya

Saini Sa'aB

K00l$@!n!
Zindagi mein humne kya kiya
Hume pata nahi
Lagaai thi ek dukaan
Jis mein girakh nahi
Banaya tha ek makaan
Jis ki chat nahin
Main kiya tha vivah
Par koi santaan nahi
Maine kya paap kiya tha
Jo hamari zindagi mein sukh nahi
Humne kisi ka kya bigada tha
Jo mere chehre par muskurahat nahi
Mere ghar mein who koun si raat aayi
Jis ki koi subah nahi
Isi ghaam mein piya tha sharaab
Us mein bhi koi nasha nahi
Bhagwan tune di zindagi
Us mein bhi koi maza nahi
Ek baar mujhe maut dede
Phir tujh se koi shikayat nahi
 
Top