Yaadein.

Wo Choti Choti Baton Pe Ruth Jana,
Wo Ruthe Huye Ko Or Bhi Satana ,
Wo Kabhi Bhi Padh Kar Na Jana,
Jo Teacher Puche To Topiyan Pehnana,
Wo Class Mai Beth Kay Gappey Lagana,
Wo Ek Dosre Ko Qisse Sunana,
Na Hi Wo Din Rahenge Or Na Phir Laut Kar Ayenge,
Na Tafreeh,
Na Wo Dost,
Na Wo Batain Agar Kuch Reh Jayega To Bus Yaadein. .
 
Thread starter Similar threads Forum Replies Date
D yaadein Hindi Poetry 4
•-=»𝕎𝕒𝕣𝕣𝕚𝕠𝕣«=-• Yaadein Hindi Poetry 2
~¤Akash¤~ Tumhari yaadein Hindi Poetry 1
JUGGY D Yaadein... Hindi Poetry 1
~¤Akash¤~ Faasle aur barha deti hain yaadein usski Hindi Poetry 0
Similar threads

Top