Maine khwaabon mein tumhara
Noor dekha hai
Dil ne bhi tumko kahin to
Zaroor dekha hai
Main roz tera chehra sunehra
Aakhon mein leke jaga
Kya jaanta tha tu bhi tha mera
Ab jo mila to laga
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to haina
Dheere dheere sahi magar
Fasla mita to hai na
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to hai na
Dheere dheere sahi magar
Faasla mita toh hai na
Tujhse kisi bhi bahaane
Main roz milta rahun
Khud ko bhi main jaan lunga
Jo main tujhe jaan loon
Tu jo dikhaye, dekhe nigahein
Tu jo sunaye, sunun
Saanson ki hai kisi zarurat
Tere bharose jiyun
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to haina
Dheere dheere sahi magar
Fasla mita to hai na
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to hai na
Dheere dheere sahi magar
Faasla mita toh hai na
Noor dekha hai
Dil ne bhi tumko kahin to
Zaroor dekha hai
Main roz tera chehra sunehra
Aakhon mein leke jaga
Kya jaanta tha tu bhi tha mera
Ab jo mila to laga
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to haina
Dheere dheere sahi magar
Fasla mita to hai na
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to hai na
Dheere dheere sahi magar
Faasla mita toh hai na
Tujhse kisi bhi bahaane
Main roz milta rahun
Khud ko bhi main jaan lunga
Jo main tujhe jaan loon
Tu jo dikhaye, dekhe nigahein
Tu jo sunaye, sunun
Saanson ki hai kisi zarurat
Tere bharose jiyun
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to haina
Dheere dheere sahi magar
Fasla mita to hai na
Der se hi sahi magar
Tu mila, mila to hai na
Dheere dheere sahi magar
Faasla mita toh hai na