Full Lyrics Toot Jaayein Lyrics – Nishawn Bhullar - Kaushal Kishore - Vishal Mishra - 2020

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein
Dard kab talak mera hoga humsafar
Jaata kyun nahi teri tarah chhod kar

Yaadon se keh do na yoon paas na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Toot’ta hai har ek dil
Tootna hi dil ki manzil hai
Saari dua, saari wafaa
Iss saazish main sab shaamil hai

Toot’ta hai har ek dil
Tootna hi dil ki manzil hai
Saari dua, saari wafaa
Iss saazish main sab shaamil hai

Ghairon ki baahon main milne lage ho
Ab to yeh bhi kubool mujhe
Bhool gaya jo tujhe ik pal mein
Tu bhi ja ab bhool use

Teri gali ab na kabhi
Aaunga main oh yaara

Bas dil se keh do darmiyaan na aaye
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein
 
Top