Itni bhi berukhi humse dikhaya na kijiye, raste par agar milen to nazrein na churaya kijiye. MOhobat kabool gar na ho hamari, toh muskurakar dosti ka farz hi nibhaya kijiye...