to fir hai kaun..... jo ....akhshar se akhshar... kaat detaa

~¤Akash¤~

Prime VIP
gale milne ko to kahtaa hai.... par....... sar kaat detaa hai;
mohabbat aur aman kaa........ har kabootar ....kaat detaa hai.

agar.... hindu ke "ha" ..aur ...muslim ke "ma" se ...hain mukammal "hum";
to fir hai kaun..... jo ....akhshar se akhshar... kaat detaa hai.....
 
Top