mast malang
Member
Mere marney ke baad tum aansoon na bahana,
Agar kabhi meri yaad aaye to sidhi uper chali ana.
Tumne kaha tha aaogee tum mere khawaab mein,
Mein zindagi bhar sotaa raha issi intezaar mein.
Log ishq karte hain,
Bade shor ke saath.
Humne bhi kiya,
Bade zor ke saath.
Magar ab karenge,
Thoda gaur ke saath..
Kyonki kal usko dekha,
Kisi aur ke saath."
Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do
jab bulaata tha tab aate na they..!
jab bulaata tha tab aate na they
ab bin bulaaye hi roz aane lagey.
kabhi wo berukhi, kabhi ye karam
saath ab bacchon ko bhi laane lagey....!