T.t.e

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Train me 1 ladke ne T.T.E. Se kaha"Mujhe subah 4 baje patiala utha dijiye ga, main na jagu to jabardasti utar dijiyega. Muje subah interview dena hai."
.
.

Subah 8 baje ladka jaga to patiala nikal gaya tha...!
.
.
Ladka TTE ko galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko galiyan de raha hai
aur app chup-chap sun rahe hai.!!
.
.
... .
.
TTE- Main ye soch raha hun ki...
.
.
Subah jisko maine Zabardasti utar diya hai
Woh kitni galiyan de raha hoga.

:lol2
 
Top