Full Lyrics So Gaya Yeh Jahan - Bypass Road - Nitin Mukesh - Jubin Nautiyal - Saloni Thakkar - Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Yeh dard ke lamhe
Sard hawayein, zindagi sehmi
Saans kaise aaye
Yeh khauf hai dil mein
Ke dheere dheere
Teri khamoshi jaan le na jaaye
Kis mod pe zindagi le aayi bewajah

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gayi hain saari mazilein
Ho saari mazilein
So gaya hai rasta

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan

Yeh dard har lamha sone nahi deta
Door hoke tumse, hone nahi deta

Yeh dard ke lamhe
Sard hawayein, zindagi sehmi
Saans kaise aaye
Kis mod pe zindagi le aayi bewajah

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gayi hain saari mazilein
Ho saari mazilein
So gaya hai rasta​
 
Top