~¤Akash¤~
Prime VIP
RAAT
sab kehte hai, har raat mai koi baat hoti hai
bas wahi janne ke liye mai kal raat raat ko pehchanne gaye
mujhe samajh nahi aa raha tha
aakhir raat mai kya khubi ho sakti hai
par fir har kisi ki baat zehan mai to thi mere
tabhi mere kaano mai ek aawaz sunai padi
us aawaz mai ek kashish si thi
maine har taraf dekha par koi dikhayi na diya
par aisa mehsos hua ki koi meri taraf bad raha hai
tabhi raat ne mera naam lekar mujhe pukara
aur boli mai to har taraf chayi hui hon
bas tum dhyan se dekho to
mujhe badi hairani si hui ye sab sunkar
fir maine unse poocha aakhir ye raat hoti kya hai
kya raat ki pehchaan sirf andhera hai
jise dekh hum sabko darr lagta hai
jo naumedi ka sandesha deta hai
tab raat ne kahan raat ka matlab
chand ki chandni hoti hai
taro se bhari aasmaan ki kahani hoti hai
jiski god mai har kisi ko chain ki neend aa pati hai
fir raat ne humse poocha
kya insaan jab akela hota hai to kya raat uska saath nahi deti
kya raat mai hi sabse pyaari neend nahi aati
raat mai insaan sari duniya ko bhulkar
apna astitva dhoond pata hai
isliye to raat din ki roshni ke baad aati hai
aur sabki taklifo ko sabse chura apne saath le jaati hai
sach ye sab baate sunkar to mai hairan hi reh gai
aur yahi sab sochte sochte mai raat ki god mai
ek pyaari si gudiya banker chain ki neend so gai
shayad sab sach hi kehte hai
ki raat ki apni hi ek alag pehchaan hoti hai