Old Lyrics Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein - Jagjit Singh

Pyar ka pehla, khat likhne mein, waqt to lagta hai...
Pyar ka pehla, khat likhne mein, waqt to lagta hai

Naye parindo ko udne mein, waqt to lagta hai...
Pyar ka pehla, khat likhne mein, waqt to lagta hai

Jism ki baat nahi thi, unn ke dil tak jaana dhaa

Lambee doori, tay karne mein, waqt to lagta hai..

Pyar ka pehla khat likhne mein, waqt to lagta hai

Gaat agar lag jaye to phir, rishte ho ya doree

Laakh kare koshish, khulne me, waqt to lagta hai..
Laakh kare koshish, khulne me, waqt to lagta hai..
Pyar ka pehla, khat likhne mein, waqt to lagta hai

Humne ilaaj-e, zakhme dil to, dhoond liya lekin
Humne ilaaj-e, zakhme dil to, dhoond liya lekin..
Gahray, zakhmo, ko bharne mein, waqt to lagta hai..
Gahray zakhmo ko bharne mein, waqt to lagta hai..
Pyar ka pehla, khat likhne mein, waqt to lagta hai
Naye.. parindo ko udne mein, waqt to lagta hai...
Pyar ka pehla, khat likhne mein, waqt to lag...ta hai
 
Top