Old Lyrics Naina Hain Pyase Mere Lyrics - Avishkaar (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Naina hain pyase mere, pyasa hai pran mera
Main hoon ek barkha ke bin jalta sa din
Aashiya hai sunsan mera

Naina hain pyase mere, pyasa hai pran mera
Main hoon ek barkha ke bin jalta sa din
Main hoon ek barkha ke bin jalta sa din
Aashiya hai sunsan mera

Mann ki hai lagan tan se, tan ka hai tirath duja
Mann ki hai lagan tan se, tan ka hai tirath duja
Pyasi rahi milke unase, pyaas ko hi maine puja
Yeh hi toh hai abhiman mera

Pyar puja prarthana toh ek sath rahna chahe
Pyar puja prarthana toh ek sath rahna chahe
Sath agar sath na de, sang aa jati aahe
Abb yahi hai tufan mera

Naina hain pyase mere, pyasa hai pran mera
Main hoon ek barkha ke bin jalta sa din
Aashiya hai sunsan mera.
 
Top