Na koi shikwa na koi shikayat tumse.

Na koi shikwa na koi shikayat tumse,
Maine to sikhi quran-e-paq ki
har aayat tumse,
Tumhi se jana maine gita ka saar kya hai,
Khamosh juban aur jhuki nazro ka pyar kya hai.
Mere to har lafz ki inayat tumse,
Na koi shikwa na koi shikayat
tumse.


unknown
 
Top