kya kare kuch samaj nahin aata, koi raasta nazar nahin aata, todna zamaane ke bandhanoin ko hai bahut mushkil, lekin jeena uske daayeroin mein hai namumkin, namumkin ko mumkin kar sakte nahin hum, to aayo, mushkil kaam hee kar lein hum!