mujhe bewafa kahne wala, mera humdam khud hi bewafa ho gaya.

~¤Akash¤~

Prime VIP
mujhe bewafa kahne wala,
mera humdam khud hi bewafa ho gaya.
meri mohabbat ki kasme khane wala ,
kisi aur ki araju me kho gaya.
dhadkta hai dil aaj b jiske liye,
kyo lagne lagi mujhe mohabbat me kami
maut b manjoor thi jisake liye,
aur dil ne kabhi kisi aur ko socha hi nahi.
jab usane dil ko chot pahuchai,
usi ki kahi baate mujhe yaar aai.
rat hoti thi jiska naam le kar,
sapne todati thi jise sath le kar.
jisake pyar ko mene apna samjha,
us bewafa ne mere dil ko khilona samjha.
 
Top