Full Lyrics Mast Nazron Se - Lakhwinder Wadali - MS Abid - Vikram Nagi - Full Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Mast nazaro'n se
Mast nazaro'n se jiska parha vasta
Woh haseen'o ke jalwo'n pe mara gaya
Mast nazaro'n se jiska parha vasta
Woh haseen'o ke jalwo'n pe mara gaya

Husan walo'n ne jisko bhi dil de diya
Husan walo'n ne jisko bhi dil de diya
Usko deewana Majnu pukara gaya
Mast nazaro'n se jiska parha vasta
Woh haseen'o ke jalwo'n pe mara gaya

Aakhe'in talwar ab rooh-e-khanjar tane
Zulf balkhaaye toh kaali nagin bane
Aakhe'in talwar ab rooh-e-khanjar tane
Zulf balkhaaye toh kaali nagin bane

Husan walo'n ke
Husan walo'n ke rangeen haseen badan ko
Phool'on kaliyo'n ki tarah nikhara gaya

Mast nazaro'n se
Mast nazaro'n se jiska parha vasta
Woh haseen'o ke jalwo'n pe mara gaya

Shokh jalwo'n mein masti bhari shokhiya'n
Har ada mein hai jaadu bhari shokhiya'n
Shokh jalwo'n mein masti bhari shokhiya'n
Har ada mein hai jaadu bhari shokhiya'n

Husan walo'n ki
Husan walo'n ki basti mein jo aa gaya
Laut kar na kabhi phir dobara gaya

Mast nazaro'n se
Mast nazaro'n se jiska parha vasta
Woh haseen'o ke jalwo'n pe mara gaya

Husan walo'n ne jisko bhi dil de diya
Husan walo'n ne jisko bhi dil de diya
Usko deewana Majnu pukara gaya
Mast nazaro'n se jiska pada vasta
Woh haseen'o ke jalwo'n pe mara gaya
 
Top