Maine kaha tum haqeeqat ho koi khawab to nahi..!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Usne kaha tum mein pehli si baat nahi,
Maine kaha zindagi mein tera sath jo nahi,Usne kaha ab bhi kisi ki aankhon mein doob jaate ho,
Maine kaha kisi ki aankh mein woh gehrai nahi,Usne kaha kyun itna toot kar chaha mujhe,
Maine kaha insan hoon pather to nahi,Usne kaha kya main bewafa hoon,
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash hi nahi,Usne kaha bhool jao mujhko,
Maine kaha tum haqeeqat ho koi khawab to nahi..!!!
 
Top