kyun jalaya is mohhabat ne ek zalim ki tarah

~¤Akash¤~

Prime VIP
har aks nazar aata hai unki tarah
dard le ata hai kuch khass dard ki tarah
aaj bhi rasta khojti hain tanhaian meri
kyun bana ye dard ka sabab hale dil ki tarah...

musafir bana gayeen ye rahen picha nahi chodti
kyun bana hai ye dard ek gafil ki tarah
mujhe asooun ki chamak hi dikhti hai har kushi
kyun jalaya is mohhabat ne ek zalim ki tarah
 
Top