kyon rakhun main ab apni kalam me syahi, jab koi armaan dil

~¤Akash¤~

Prime VIP
kyon rakhun main ab apni kalam me syahi,
jab koi armaan dil me machalte hi nahi,
na jane kyun sabhi shak karte hai mujh par,
jab koi sukha phool meri kitab mein milta hi nahi,
kashish to bahut thi mere pyar mein magar
kya karu koi pathar dil pighalta hi nahi,
agar khuda mile to uss se apna pyar mangunga par
suna hai wo marne se pehle kisise milta hi nahi.:kiven
 
Top