kya kahuN maiN

~¤Akash¤~

Prime VIP
_ kya kahuN maiN kaisa hai yaara naman jaan apni jaan se payara naman hai akela is jahaaN maiN ek hi isliye to sabse hi nyaara naman dosti ke aasmaan mai yaar O chaNd bhi tu, aur tu hi tara naman dard apne isko sab maiN soNp duN
mere har ek dard ka chaara naman bhool ja mat yaad kar beeti huee daalta kyuN zakhm pe khaara naman ho rahi hai uski shadi hone de thode din ka tu bhi kunwara naman hai nirala khel aur iska sila ishq mai jeeta hai jo hara naman thoda isse thoda usse pyaar pa ek hi se kab mila sara naman kya jitaauN ishq maiN baazi tujhe ziNdgi meiN fiKr sab hara
 
Top