Kabhi kaha na kisy say teray fasane ko , Na janay kaisay khaber ho gae zamane ko , Dua bahar ki mangy tau itnay phool khilay , Kahin jaga na milly meray ashyane ko....