Jisme rehne ka sapna mai har pal dekhti hoon

~¤Akash¤~

Prime VIP
na maanga tha kabhi zindgi se kuch apne liye.....
phir aaj kyo tujhe paane ko dil chata hai....
har waqt liye firta tha jo aansun apni aankhon me....
kyo aaj vo apne hooton par hansi chata hai.....
doob chuka tha jo kabhi gum ke sagar me...
kyo aaj vo tere pyar ka sahil chata hai.....
tinka tinka zod kar jo khada tha duniya ke saamne...
kyo aaj tere me bikhar jana chata hai.....
Maine apni ek alag hi duniya basa rakhi hai
Jisme rehne ka sapna mai har pal dekhti hoon
 
Top