Lyrics Jiska mujhe tha intezaar

Miss Alone

Prime VIP
Song: Jiska Mujhe Tha Intezaar

Movie: Don

Singer(s): Lata Mangeshkar, Kishore Kumar


(Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Aaj pyaar mein had se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai) - 2
Mujhpe jo guzri tu kya jaane
Tu kya samjhe, o deewane
Lete rahoongi badna tujhse
Aayi hoon dil ki aag bujhaane
O, kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega
Kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega
Diya hai jo mujhko, vahi tu mujhse paayega
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Teer banke jigar mein utar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai
(Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Aaj pyaar mein had se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai) - 2
Mujhpe jo guzri tu kya jaane
Tu kya samjhe, o deewane
Lete rahoongi badna tujhse
Aayi hoon dil ki aag bujhaane
O, kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega
Kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega
Diya hai jo mujhko, vahi tu mujhse paayega
Voh ghadi aa gayi, aa gayi
Teer banke jigar mein utar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai

 
Top