Desi_Kudi
Member
Doston,
Ais post tai bhi apni rai zaroor dassna.
Jaa Zindagi tujhai aazaad kiya
Jab sai yaad hai har pal koshish ki
Par aaj tak kabhi kamiyaab na hui
Sochti hoon aksar takdeer ko apni
Aisa kya gunah hua mujhsai jo tu kabhi khush na hui
‘Kyun’ jab poochti hoon sunsaan kamrai mai
tanhai sai koi awaaz nahi aati mera majaak mudati hui (no reply in return so making fun of me)
Bachpan bhi kya ajeeb sama tha
Rahi mai anjaan duniya sai apni duniya mai khoyi hui
Jawani bhi ek ajeeb sama hai
Jawani ki dehleez pai kadam rakhtai hi budapai kai bhar sai bhudi hui
Saha hai kya kya yeh jaanti hai zindagi is kadar
Lagta hai ab dar zindagi ko dekh hasti hui
Kyun ai Khuda mai hi kyun
Ki har ibaadat teri , maana tera har faisla hasti hui
Pyaar na paya na khoya kabhi
Aaj tak khud ko na dhoondh payi bhatakti hui
Kehnai ko to diya Khuda nai sab kuch
Jab band hogi aankhain to miloongi sabko muskurati hui (thanking God for everything he gave)
Na ghabra ‘Kavita’ ki aaj
Zindagi sai tu nahi zindagi tujhsai aazad hui
~Desi_Kudi