Old Lyrics Ja Re Jaa Bewafa Lyrics - Dil Diwana (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Ja re ja bewafa nahi tujhko pata
Ja re ja bewafa nahi tujhko pata
Ye sharafat hai kya ye mohabbat hai kya
Jhutha hai tera pyar tera kya hai etbar
Kabhi ispe najar kabhi uspe najar
Ja re ja bekadar nahi tuhjko khabar
Kaise lete hai dil ye bada hai muskil
Ja re ja bewafa nahi tujhko pata
Ye sharafat hai kya ye mohabbat hai kya

O sanam tere sar ki kasam
Bekhabar hu jarur bewafa mai anhi
Kar mujhpe yakin tu aise na jala dil
O sanam tere sar ki kasam
Bekhabar hu jarur bewafa mai anhi
Kar mujhpe yakin tu aise na jala dil
Ja re ja sangdil ye bada hai muskil
Ja re ja beiman ye jane sara jaha

Tha yaha tu hai kyu badguma
Azma ke to dekh dil laga ke to dekh
Hai tu hi mera jiwan meri manjil
Ye bada hai muskil
Ja re ja bewafa nahi tujhko pata
Ye sharafat hai kya ye bada hai muskil.
 
Top