ishq par zor nahin, hai yeh woh aatish ghalib jo lagaaye na lage, bujhaye na bane
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 21, 2010 #1 ishq par zor nahin, hai yeh woh aatish ghalib jo lagaaye na lage, bujhaye na bane
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 21, 2010 #2 Gulafishaani haa_e naaz-e-jalva ko kya ho gaya Khaak par hot Gulafishaani haa_e naaz-e-jalva ko kya ho gaya Khaak par hoti hai teri laalaakaari haaye haaye
Gulafishaani haa_e naaz-e-jalva ko kya ho gaya Khaak par hot Gulafishaani haa_e naaz-e-jalva ko kya ho gaya Khaak par hoti hai teri laalaakaari haaye haaye
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 21, 2010 #3 Jee dhoondta hai phir wahi fursat ke raat, Din Baithe rahein Jee dhoondta hai phir wahi fursat ke raat, Din Baithe rahein tasawwur-e-janaan kiye hue
Jee dhoondta hai phir wahi fursat ke raat, Din Baithe rahein Jee dhoondta hai phir wahi fursat ke raat, Din Baithe rahein tasawwur-e-janaan kiye hue
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #4 Kis tarah kaaTe koi shab haaye taar-e-barshigaal hai nazar K Kis tarah kaaTe koi shab haaye taar-e-barshigaal hai nazar KhuuNkarda-e-aKhtar_shumari haaye haaye
Kis tarah kaaTe koi shab haaye taar-e-barshigaal hai nazar K Kis tarah kaaTe koi shab haaye taar-e-barshigaal hai nazar KhuuNkarda-e-aKhtar_shumari haaye haaye
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #5 Umr bhar ka tune paimaan-e-vafaa baNdha to kya umr bhar ko b http://www.orkut.co.in/Main#Profile?uid=18219403514280494562Umr bhar ka tune paimaan-e-vafaa baNdha to kya umr bhar ko bhi to nahi hai paayadari haaye haaye
Umr bhar ka tune paimaan-e-vafaa baNdha to kya umr bhar ko b http://www.orkut.co.in/Main#Profile?uid=18219403514280494562Umr bhar ka tune paimaan-e-vafaa baNdha to kya umr bhar ko bhi to nahi hai paayadari haaye haaye
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #6 har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ? har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ? tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai?
har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ? har ek baat pe kehte ho tum ke 'too kya hai' ? tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai?
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #7 Ishq ne pakaDaa na tha "Ghalib" abhi vahshat ka rang rah gay Ishq ne pakaDaa na tha "Ghalib" abhi vahshat ka rang rah gaya tha dil men jo kuch zauq-e-Khvaari haaye haaye
Ishq ne pakaDaa na tha "Ghalib" abhi vahshat ka rang rah gay Ishq ne pakaDaa na tha "Ghalib" abhi vahshat ka rang rah gaya tha dil men jo kuch zauq-e-Khvaari haaye haaye
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #8 Huye mar ke ham jo rusavaa, hue kyun na garq-e-dariya na kab Huye mar ke ham jo rusavaa, hue kyun na garq-e-dariya na kabhii janaza uthta, na kahi mazar hota
Huye mar ke ham jo rusavaa, hue kyun na garq-e-dariya na kab Huye mar ke ham jo rusavaa, hue kyun na garq-e-dariya na kabhii janaza uthta, na kahi mazar hota
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #9 Zehar lagati hai mujhe aab-o-havaa-e-zindagi yaani tujase th Zehar lagati hai mujhe aab-o-havaa-e-zindagi yaani tujase thi ise naasaazagaari haaye haaye
Zehar lagati hai mujhe aab-o-havaa-e-zindagi yaani tujase th Zehar lagati hai mujhe aab-o-havaa-e-zindagi yaani tujase thi ise naasaazagaari haaye haaye
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #10 Tumhain bhi Yaad nahin aur Main bhi bhool gaya, Wo Lamhaa ki Tumhain bhi Yaad nahin aur Main bhi bhool gaya, Wo Lamhaa kitnaa Hasseen tha mager Fuzool gaya....
Tumhain bhi Yaad nahin aur Main bhi bhool gaya, Wo Lamhaa ki Tumhain bhi Yaad nahin aur Main bhi bhool gaya, Wo Lamhaa kitnaa Hasseen tha mager Fuzool gaya....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #11 Hum jo ye loog hain ehsaas k mare Hue loog. Hum agar zameen Hum jo ye loog hain ehsaas k mare Hue loog. Hum agar zameen zaad na hote to sitare hote.....
Hum jo ye loog hain ehsaas k mare Hue loog. Hum agar zameen Hum jo ye loog hain ehsaas k mare Hue loog. Hum agar zameen zaad na hote to sitare hote.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #12 Gharoon pe naam the, namoon ke saath ohdey the Bohot talaash Gharoon pe naam the, namoon ke saath ohdey the Bohot talaash kiya koyi aadmi na mila.....
Gharoon pe naam the, namoon ke saath ohdey the Bohot talaash Gharoon pe naam the, namoon ke saath ohdey the Bohot talaash kiya koyi aadmi na mila.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #13 Ye qasas ajeeb-o-ghareeb hain, ye mohabbaton k naseeb hain, Ye qasas ajeeb-o-ghareeb hain, ye mohabbaton k naseeb hain, Mujhe kaise khud se juda kare.. use kuch batao wo kya kare......
Ye qasas ajeeb-o-ghareeb hain, ye mohabbaton k naseeb hain, Ye qasas ajeeb-o-ghareeb hain, ye mohabbaton k naseeb hain, Mujhe kaise khud se juda kare.. use kuch batao wo kya kare......
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #14 Jazba-e-ghum ki khair ho saghir hasraton pe nikhaar daikha h Jazba-e-ghum ki khair ho saghir hasraton pe nikhaar daikha hai....
Jazba-e-ghum ki khair ho saghir hasraton pe nikhaar daikha h Jazba-e-ghum ki khair ho saghir hasraton pe nikhaar daikha hai....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #15 Hum ne parhi hain saaf saaf, Hum ne suni hain gaur se, Nazre Hum ne parhi hain saaf saaf, Hum ne suni hain gaur se, Nazrein k jo uthi nahin , baatein k jo hui nahin.....
Hum ne parhi hain saaf saaf, Hum ne suni hain gaur se, Nazre Hum ne parhi hain saaf saaf, Hum ne suni hain gaur se, Nazrein k jo uthi nahin , baatein k jo hui nahin.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #16 meri tabaahi ka ilzaam ab sharaab pe hai mai aur karta bhi k meri tabaahi ka ilzaam ab sharaab pe hai mai aur karta bhi kya tum pe aa rahi thi baat.....
meri tabaahi ka ilzaam ab sharaab pe hai mai aur karta bhi k meri tabaahi ka ilzaam ab sharaab pe hai mai aur karta bhi kya tum pe aa rahi thi baat.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #17 Kitni Dilkash hai Uss ki khamoshi, Kitni Dilkash hai Uss ki khamoshi, Saari Baatain Fuzoool hon jaise....
Kitni Dilkash hai Uss ki khamoshi, Kitni Dilkash hai Uss ki khamoshi, Saari Baatain Fuzoool hon jaise....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #18 Uss ko Dekha to Mohabat bhi samjh aiee Warna iss Lafz ki Taa Uss ko Dekha to Mohabat bhi samjh aiee Warna iss Lafz ki Taareeef suna karte the...
Uss ko Dekha to Mohabat bhi samjh aiee Warna iss Lafz ki Taa Uss ko Dekha to Mohabat bhi samjh aiee Warna iss Lafz ki Taareeef suna karte the...
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 22, 2010 #19 bhaanp jaaye na kahin dil ki lagi ye duniya yun shafaq ban k bhaanp jaaye na kahin dil ki lagi ye duniya yun shafaq ban ke mere chehre pe thehra na karo....
bhaanp jaaye na kahin dil ki lagi ye duniya yun shafaq ban k bhaanp jaaye na kahin dil ki lagi ye duniya yun shafaq ban ke mere chehre pe thehra na karo....