intezaar ka jo dard diya hai aapne.., mujh par bada ehsaan kiya hai aapne.., hichkiyan bhi toh nahi aati , jo lage ki yaad kiya hai aapne.