Pher lete hain nazar, dil se bhula dete hain,
Kya yun hi log wafaon ka sila dete hain,
Wada kiya tha phir bhi na aaye mazar par,
Humne to jaan di thi isi aitbaar par,
Kyon bhula diya humein, kyon dil se gira diya,
Hum to yun hi mare huye the, aapke inkaar par.........