hamesha ek milta hai, kai mein.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jo Kho jaata hai, milkar zindagi mein,
Gazal hai naam uska shayaari mein.

Nikal aante hain aansu haste haste,
Yeh kis gham ki kasak hai har khushi mein.

Guzar jaati hai yuhi hi umar saari,
kisi ko dhoondte hai hum kisi mein.

Kahin aakhein, kahin chehra, kahin lab,
hamesha ek milta hai, kai mein.
 
Top