~¤Akash¤~
Prime VIP
hadsaa yeh hai kay eik hadsaa hona hai abhi
aankh usay dhond rahi hai jisay khona hai abhi
aks tabeer koi aay meray aaina khuaab !
akhiri neend mujhay jaag kay sona hai abhi
gir rahey hain rag-e-ehsaas mai qatra qatra
mujh ko palkoon pay sitaroon ko pirona hai abhi
fasal ko katney Aa pohancha hai woh zor andaish
aur main hairaan hoon, usay beech to bona hai abhi
yeh zaroori hai kay khalid usay paney kaylien
kuch na kuch to tujhay apni bhi khaber rakhna hai abhi