~¤Akash¤~
Prime VIP
Sabhi rishte saath hai phir bhi chalna to akele parrata hai
Hijr to meri chahat na thi phir bhi dard to sehna parrata hai
Door talak bahot door talak ..ek shor sa barpa rehta hai
phir bhi mere andar tak bahot andar tak .. tanhai ka alam rehta hai
Main to gum hi ho jaaun itan gehra andhera hai
ek teri yaad ka diya hai jo har pal jalta rehta hai