Old Lyrics Duniya Ki Nazar Hai Buri - Agra Road (1957)

Goku

Prime VIP
Staff member
Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo
Jao jao beimaan balma
Hame tane na mara karo
Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo Dekh jara tu mud ke
Jalim sadke aisi chal ke
Dekh jara tu mud ke
Jalim sadke aisi chal ke
Mere samane aana balam
Dil ko jara sambhal ke Ho jara sambhal ke
Tere kadmo pe dil rakh du
Gori jab bhi ishara kare
Jao jao beimaan balma
Hame tane na mara karo Baato hee baato mein aji
Ban baithe dildar kyon
Baato hee baato mein aji
Ban baithe dildar kyon
Apna bana ke pas bula ke
Ab hamse takarar kyon Ab hamse takarar kyon
Jao tumhe paas bulaya kisne
Jara dur se najara karo
Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo Ek toh tikhe naina upar se
Kajre kee dhar re
Ek toh tikhe naina upar se
Kajre kee dhar re
Ho jayey naa par jigar ke
Dodhari talawar re Dodhari talawar re
Hay tere pyar ke mare hain
Najro se na mara karo
Jao jao beimaan balma
Hame tane na mara karo
Duniya ki nazar hai buri Julfe na sanwara karo.
 
Top