Chand tumhe main keh nahi sakta…. Usme bhi daag hai
Phul tumhe main keh nahi sakta … voh bhi murjah jate hai
Jugnu tumhe main keh nahi sakta .. voh bhi gum ho jate hai
Bus itna hi kahu ga
Agar tumhara hath mera hatho main aa jaye
Do hatheliyo ke bhich main taj mahal ban jaye