Old Lyrics Dilruba Tumhare Liye Lyrics - Mere Sartaj (1975)

Goku

Prime VIP
Staff member
Mera sab kuch hai ae dilruba
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba

Mai hu anmol ratan
Mera shishe ka badan
Mujhme aisi fagan
Jaise suraj ki kiran
Gore balo ki chamak
Kale balo ki mahak
Sham se subha talak
Chudiyo ki ye khanak
Sham se subha talak
Chudiyo ki ye khanak
Ghunguruo ki
Ghunguruo ki surili sada hai
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba

Mai hu kuch aisi
Bani jaise hire ki kani
Dal du jispe nazar
Kat ke rah jaye jigar
Mang taro se bharu
Pyar mai tumse karu
Ye meri sharam haya
Bankupan nazo ada
Ye meri sharam haya
Bankupan nazo ada
Aur jawani ka
Aur jawani ka chadta nasha hai
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba

Mai khata war bhi
Hu aur gunehar bhi hu
Lakh badnam sahi
Mai wafadar bhi hu
Tane duniya ke sahu
Ye magar kaise kahu
Aaj bazar me hu kal
Tere ghar me rahu
Aaj bazar me hu kal
Tere ghar me rahu
Tum bhi malik se
Tum bhi malik se mnago dua
Hamare hamare hamare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba
Tumhare tumhare tumhare liye
Mera sab kuch hai ae dilruba.
 
Top