Old Lyrics Dil Ka Churana Lyrics - Ujala Hi Ujala (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Dil ka churana ya maal churana
Bolo buri baat hai buri baat
Dil ka churana ya maal churana
Bolo buri baat hai buri baat

Tu chahat ki najar se dhokha de
Ya hatho ke hunar se dhokha de
Tu chahat ki najar se dhokha de
Ya hatho ke hunar se dhokha de
Ye hai chori wo din ho ke raat
Ho buri baat, buri baat
Dil ka churana ya maal
Churana hai buri baat

Pyaso labh hote jham tuta ho
Hum nahi pite kisi ka jutha ho
Pyaso labh hote jham tuta ho
Hum nahi pite kisi ka jutha ho
Gair ka pyala chhu le to
Sathe baat ho buri baat buri baat
Dil ka churana ya maal churana
Bolo buri baat hai buri baat, buri baat.
 
Top