Dard itna ke hisab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Woh mila kall ussi raah par phir
Woh mila kall ussi raah par phir
Koi salaam koi aadab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Kya sabak lete lagzish'on se hum
Kya sabak lete lagzish'on se hum
Ishq hai koi habaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Main hoo'n adab-e-jadeed parh toh sahi
Main hoo'n adab-e-jadeed parh toh sahi
Inke raddi mein wo kitaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Tu maqaddas tu aqeeda hai
Tu maqaddas tu aqeeda hai
Maana shikk zere itaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Woh mila kall ussi raah par phir
Woh mila kall ussi raah par phir
Koi salaam koi aadab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Kya sabak lete lagzish'on se hum
Kya sabak lete lagzish'on se hum
Ishq hai koi habaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Main hoo'n adab-e-jadeed parh toh sahi
Main hoo'n adab-e-jadeed parh toh sahi
Inke raddi mein wo kitaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi
Tu maqaddas tu aqeeda hai
Tu maqaddas tu aqeeda hai
Maana shikk zere itaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koi jawab nahi
Dard itna ke hisab nahi