Chala jata hun, kisi ki dhun mein
dhadakte dil ke, tarane liye
milan ki masti, bhari aankhon mein
hazaron sapane, suhane liye, Chala jata hunn…
ye masti ke, nazaren hain, to aise mein
sambhalna kaisa meri qasam
tu laharati, Dagariya ho, to phir kyu na
chalon main bahaka bahaka re
mere jivan mein, ye shaam ayi hai
mohabaat wale, zamane liye, Chala jata hun…
vo aalam bhi, ajab hoga, vo jab mere
karib aegi meri qasam
kabhi bayein chuda legi, kabhi hansake
gale se lag jaegi hay
meri bahon mein, machal jaaegi
vo sache jhuthe bahaane liye, Chala jata hun…
baharon mein, nazaron mein, nazar Daalon
to aisa laage meri qasam
vo nainon mein, bhare kajal, ghungat khole
khadi hain mere aage re
sharam se bojhal jhuki palakon mein
jawan raaton ke fasane liye, Chala jata hun…